← Sab tutors
Muhammad Ali
Verified TutorComputer Science — theory nahi, haath se coding
Autobahn Road, Gulshan-e-Hali, Qasimabad 3 saal tajurba 19 students · 16 demo classesHome + Online
5.0 / 5(1 reviews)
Monthly fee
Rs 12,000 – Rs 18,000 / month
Final fee demo ke baad, aapas me tay hoti hai.
Free demo book karoAli ke baare me
MUET se BS Computer Science. Matric aur Inter ke Computer Science ke saath Python aur web development bhi sikhata hoon. Har class me student khud code likhta hai — sirf slides nahi dekhte. O/A Level Computer Science ki bhi tayyari karwata hoon.
Subjects aur levels
Subjects
Computer ScienceMathematics
Levels
Matric (Class 9–10)Intermediate (Class 11–12)O LevelA Level
Taleem
- Verified
BS Computer Science
Mehran University (MUET), Jamshoro
Reviews (1)
- Danish J.· Autobahn Road · Nov 2026
Bete ne pehli dafa khud ek website banai. Ali bhai practical karwate hain, ratta nahi.