Hum tutor dhoond kar denge
Khud search karne ka waqt nahi? Bas ye form bhar dein — hamari team aapke subject, level, area aur budget ke mutabiq behtareen tutor dhoond kar degi.
2 ghante me pehla rabta
Request milte hi team kaam shuru kar deti hai — aapko intezar nahi karna parta.
Sirf verified tutors
Hum sirf CNIC aur degree se verified tutors refer karte hain.
Pehla demo muft
Refer kiye gaye tutor ke saath bhi pehla demo muft hota hai.
Parents ke liye muft
Request, matching aur demo — parents se kabhi koi fee nahi li jati.